Chhodo Sab Moh Maya
Chhodo sab moh maya...
Le lo prabhu ki chhaya...
Iss dhan dolat se kisne kya paya...
Jo paya sab kuch yahi gwaya...
Haste khelte bilakte sabko yehi paya...
Jo nahi mil paya...
Wo ja kar haridwar takraya...
Mat kar iss duniya ki chinta...
Ye to hai prashaan janta...
Kisi ko hai yaha nokari ki tension...
Kisi ko hai pension ki tension...
Gum kar tu videsh bhi aaya...
Lekin khud ko khada wahi paya...
Isliye to kehta hai Sant...
Pa loge jo prabhu ki sharan to ho jaoge Sukhi Atayant...
Chhodo sab moh maya...
Le lo prabhu ki chhaya...
--Sant Raj Khandodiya (SRK)
Le lo prabhu ki chhaya...
Iss dhan dolat se kisne kya paya...
Jo paya sab kuch yahi gwaya...
Haste khelte bilakte sabko yehi paya...
Jo nahi mil paya...
Wo ja kar haridwar takraya...
Mat kar iss duniya ki chinta...
Ye to hai prashaan janta...
Kisi ko hai yaha nokari ki tension...
Kisi ko hai pension ki tension...
Gum kar tu videsh bhi aaya...
Lekin khud ko khada wahi paya...
Isliye to kehta hai Sant...
Pa loge jo prabhu ki sharan to ho jaoge Sukhi Atayant...
Chhodo sab moh maya...
Le lo prabhu ki chhaya...
--Sant Raj Khandodiya (SRK)
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें